Intro:
D# G#
Aur aahista kijiye baaten
D# Bb
Dhadkanen koi sun raha hoga
G# Bb
labj girne na paae hoton se
D# Bb
waqt ke haath inko chumenge
D# Bb
kaan rakhte hai yeh daro-deewaar
G# Bb
Raaz ki saari baat sun lenge
D# G#
Aur aahista kijiye baaten
Verse 1:
G# D#
kaise bolon ke dilka afsaana \
G# D# |==> 2 times
dil sune aur nigaah doharaye /
D# G# Bb
apne chaaaron taraf ki ye duniya
Gm G# Bb G#
saans ka shor bhi na sun paaye na sun paaye
Intro
female aalaap...
during which following chords can be played if u want a filler...:)
D# Gm |Bb G#|G# Bb|Bb D#|
Verse 2:
aaiye bandh karle darwaaje
raat sapne chura na le jaaye
koi jhonka hawa ka awaara
dil ki baaton ko uda na le jaye na le jaye
Intro:
Verse 3:
aaj itne karib aa jao
duriyon ka kahin nishaan na rahe
aise ik dusre men gum ho jaaen
faasla koi darmiyaan na rehe jaaye
No comments:
Post a Comment